Ticker

6/recent/ticker-posts

Mobile se dish set karna sikhe

hii friends aaj mai bataugaa apko ki mobile se dish kaise set kare tu sabse pahle aapko play store mein ek application download karna hoga jiska Naam hai satellite finder use application main aapko satellite bahut sara mil jaega jisse ki aap ko dish set karne mein aasani hogi chaliye ham aapko use image ko dikhte hain aap ko Play Store wala vahi aapko yahan per download karna hoga
 


to aap dekh sakte hain aap per satellite finder Pro yah ismein thoda add aata hai isase koi koi bhi satellite ko track kar sakte hain bilkul aasan tarike se yahi application reference dekh sakte hain yahan per aap log is ko bahut hi aasani se istemal Kiya ja sakta hai Jaise ham agale photos mein dikhte hain aapko



two friends aap log dekh sakte hain yahan per Jahan per likha hua hai satellite finder uske type karenge to aapka satellite pura yahan per dikhne Lage GA to aapko agale picture mein dikhayenge ki aapko kya karna hoga tabhi aap kaise mobile se dish set kar paoge to friends iske liye aapko is post ko pura dekhna hoga tabhi aapko samajh mein a jaega to agale photo aapko dikhte hain aur aap ko batate Hain ki kahan per aapka sabhi satellite milega


doston aap log dekh sakte hain yahan per Jahan per likha hua nss6 vahan per dekh sakte hain yah picture mein Jahan per likha hua hai nss6 use per aap type karoge to aap aapko bahut sara satellite mil jaega vahan se aap Jo bhi satellite ko track karna chahte ho vahan per mil jaega usko aapko type kar lena hai aur select kar lena hai aur select karne ke bad aapko yahan per jo ki bich mein dikhai de raha hai satellite vahan per aapko ek satellite ka Chitra dikhai de raha hai usko aapko Maine position mein kar lena hai aur chhatri ko bicho bich rakhna hai tabhi aapka signal set Ho payegatwo friends yah post kaisa laga post achcha Laga to aap koi sabhi question comment box mein poochh sakte ho

Post a Comment

1 Comments